Mere haath mein
Tera haath ho
Saari jannatein mere
Saath ho - 2

Tu jo paas ho
Phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho Jaaun fanaa

Mere haath mein
Tera haath ho
Saari jannatein mere Saath ho
Tu jo paas ho
Phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein
Ho Jaaun fanaa

Mere haath mein
Tera haath ho
Saari jannatein mere Saath ho

Tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
Tere ishq mein meri jaan
Fanaa ho jaaye

Jitne paas hain
Khushbu saans ke
Jitne paas hothon ke sargam
Jaise saath hain
Karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sargam

Jitne paas paas
Khwaabon ke nazar
Utni paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho
Phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein
Ho jaaun fanaa

Mere haath mein
Tera haath ho
Saari jannatein mere Saath ho

Rone de aaj hamko
Do aankhen sujaane de
Baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
Hain jo seene mein qaid dariya
Woh choot jaayega
Hain itna dard ke tera daaman
Bheeg jaayega

Jitne paas paas
Dhadkan ke hain raaz
Jitne paas bundon ke baadal
Jaise?sahaq? sa chanda ke hain raat
Jitne paas nainon ke kaajal

Jitne paas paas
Saagar ke lehar
Utne paas tu
Rehna hamsafar
Tu jo paas ho
Phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein
Ho jaaun fanaa

Mere haath mein
Tera haath ho
Saari jannatein mere Saath ho

Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
Magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren Hain ham

Comments