Tere liye hum hain jiye honton ko siye
Tere liye hum hain jiye har aansoon piye
Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
Tere liye, tere liye

Zindagi leke aayi hain beete din ki kitaab

Gher hain ab hamein yaadein bemisaal
Bin pooche mile mujhe itne saare jawab
Chaaha tha kya, paaya hai kya hum bhi dekhiye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
Tere liye, tere liye

Kya kahoon duniya ne kiya mujhse kaisa bair

Hukoom ka main jiyoon lekin tere bagair
Nadaan hai woh kehte hain jo mere liye tum ho gair
Kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
Tere liye, tere liye

Tere liye hum hain jiye honton ko siye
Tere liye hum hain jiye har aansoon piye

Dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
Tere liye, tere liye, tere liye, tere liye
Tere liye, tere liye

Comments