Banke savera aayi ho tum meri raahon mein
Chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
Tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
Main kho jaana chahu tere khwaabon mein
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein
Phoolon pe giri ho jaise shabnam
Hothon pe nami hain aaisi jaanam
Phoolon pe giri ho jaise shabnam
Hothon pe nami hain aaisi jaanam
Yeh mastiyaan yeh shokhiyaan
Khilkhilaakar tera hasna aur kisi mein kaha
Banke savera aayi ho tum meri raahon
Chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
Tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
Main kho jaana chahu tere khwaabon mein
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein
Roshan hain sitaaron jaisa tan mann
Kirnon se ghiri ho jaise dulhan
Roshan hain sitaaron jaisa tan mann
Kirnon se ghiri ho jaise dulhan
O naazani o dilnashi husne jaana dil mein kar de
Laakhon armaan jawaan
Banke savera aayi ho tum meri raahon
Chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
Tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
Main kho jaana chahu tere khwaabon mein
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein