Kali hai raat
Ek aur durghatna
Jalti hai aag
Kshadayantric hatya
Chadti bali
Bahta hai khoon
Shaitani rog
Aatankwaad
Vaigyanic siddhi
Samajic ant
Agni chakshu
Kaya nirakt
Na koi dekha
Na koi suna
Danav ka raj
Atyachaar

Kali jaban
Khooni kalam
Shatru ki aankh
Sena ka mass
Teeno lokon
Mein uska dar
Aarambh hai yudhh
Ghor vichaar
Kala hai din
Udta hai dhooaa
Ranbhoomi par
Jalti hai chita
Ladte hai sare
Manav aur danav
Pruthvi ka ant
Antim sanskaar
Repeat I
Atyachaar
Atyachaar
Atyachaar

Комментарии