Parhai kay safar main
mushkilo ka bhawor main
main doopta doopta raha
										
fees jatiy rahi parhai barhti rahi
parhai kay safar main
mushkilo ka bhawor main
raatain jag ta raha exams atay rahay
neened kharab hoti rahi 
fees bhi deyta raha neened bhi kurban krta raha
parhai kay safar main
tanhi ka santay main prta raha 
result ka anay ka dar lagta raha 
zindagi kharab se kharab hoti rahi 
parhai kay safar main
mushkilain bardasht krta raha
jb khawab main chorjain
sochon ko nibhana pain
din woh yaad aain na
khata hogai saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay 
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
lab pay hain shikayatain
koi nahi muj ko sun raha
zindagi azab hoti rahi 
dhalta din mujboor hai
manzil zara door hai
bhuj raha umeedon ka chirag
khata hogai  saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main 
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
parhai kay safar main 
lota raha neened bih kharab krta raha 
fee bhi deyta raha .dar bhi rehta raha pass honey 
parhai kay safar main
mushkilo ka bhawor main