Tujhko, main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen.
Main jo, tera na huaa
Kisi ka nahin
Kisi ka nahin.
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein.
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein.
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar
Na tujhko pataa…
Banaati hai jo tu Woh yaadein jaane, sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein.
Khayalon ka shehar
Tu jaane, tere hone se hi, aabaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hai aate jaate, jo tera naam le.
Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein.
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar
Naa tujhko pataa.
Chehra, kyun milta tera
Yun khwabon se, mere
Yeh kya raaz hai?
Kal bhi, meri na thi, tu Naa hogi tu, kal
Meri aaj hai.

Комментарии