Khaul khaul ke seene me behta hai jo lava ban ke wo Rakht hai,shashakt hai,
Trahi trahi jisne machayi kehta itihaas gawah ban ke wo Rakht hai, sarvatra hai,
Paap punya ki kya paribhasha krodh jaane pratishod ki bhasha,
Aaj ke Bharat ki Mahabharat me dooba kurukshetra hai,
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Lath Path kar de rannbhoomi ko
Ye talwaar ki tej se
Kahin sir chadta rajtikal
Kahin jalti mrityu sej pe
Kahin kurbaani kahin balidaani
Dekar maya mukt hai
Sadiyan biti yug-yug beetey
Na badla wo rakht hai
Ek hi rag rag rag me behta
Fir bhi bhed bhav hai sehta
Chupa hai isse har ek rishta
Yahi shatru yahi mitra hai
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Badle ki aahuti me
Gir ke Rakht ki bhabhooti
Banke agni jal utthi.......Swahaa
Hai akhand hai prachand banke jab ye mrityudand
Girta rakht kund me hai.......Swahaa
Badle ki aahuti me
Gir ke Rakht ki bhabhooti
Banke agni jal utthi.......Swahaa
Hai akhand hai prachand banke jab ye mrityudand
Girta rakht kund me hai.......Swahaa
Praan me hai Rakht Charitra
Jaan me hai Rakht Charitra
Sakhya me hai Rakht Charitra
Naash me hai Rakht Charitra
Logon me hai Rakht Charitra
Bhog me hai Rakht Charitra
Shrishti me to kuch bhi na Pavitra hai
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...
Rakhta Charitra hai...

Комментарии