Из альбома: The History of Indian Film Music
maula mere, maula mere maula mere, maula mere....
aankhein teri, kitni haseen
ki inka aashiq, mein ban gaya hoon
mujhko basa le, inme tu
ishq hai...
maula mere, maula mere maula mere, maula mere.....
ishq hai...
maula mere, maula mere maula mere, maula mere.....
ishq hai...
maula mere, maula mere maula mere, maula mere.....
ki inka aashiq, mein ban gaya hoon
mujhko basa le, inme tu
mujhse yeh har ghadi, mera dil kahe
tum hi ho uski aarzoo,
mujhse yeh har ghadi, mere lab kahe
teri hi ho sab guftagoo
baatein teri itni haseen, mein yaad inko jab karta hoon
phoolon si aaye, khusboo
Rakh loon chhupa ke mein kahin tujhko
saaya bhi tera na main doon
rakh loon bana ke kahin ghar, mein tujhe
saath tere, mein hi rahoon
julfen teri, itni ghani
dekh ke inko, yeh sochta hoon
saaye me, inke mein jiyoon
ishq hai...
maula mere, maula mere maula mere, maula mere.....
ishq hai...
maula mere, maula mere maula mere, maula mere.....
ishq hai...
maula mere, maula mere maula mere, maula mere.....
mera dil yahi bola, mera dil yahi bola,
yaara raaj yeh usne hai mujh par khola
ki hai ishq mohabbat, jiske dil main
usko pasand karta hai maula
mera dil yahi bola, mera dil yahi bola,
yaara raaj yeh usne hai mujh par khola
ki hai ishq mohabbat, jiske dil main
usko pasand karta hai maula