Sun zara soniye sun zara
Aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa
DhaRkanen hai diwaanii dil bhii kuchh kah raha hai
Sun zara
Sun sara soniye sun zara
Biite lamhon ke saaye to bas yehii tham gaye hain
Yaad mujhe aaye teri baatein
Palkon ke surkh chaadar pe ashk bhii jam gaye hain
Terii aankhon se na haTtii aankhen
Bebasii ka yeh aalam kya karuun main bataa
DhaRkanen hai diwaanii dil bhii kuchh kah raha hai
Sun zara soniye sun zara
Aaj khamoshiyon se
Sun zara soniye
Chuumke apne honTHon se tere gam ko churaa luun
Laake tujhe de duun khushiyaan saarii
Apnii har beqaraarii ko siine men hii chupa luun
Mere chaahaten jaa'en tujhpe vaarii
Seham sehame labon men ghul ga'ii hai du'aa
DhaRkanen hai diwaanii dil bhii kuchh kah raha hai
Sun zara soniye sun zara
Aaj khamoshiyon se
Sun zara soniye sun zaraa
Ooo ohh sun zara soniye sun zara

Комментарии